comment delete ksise kare
hello my all friends aaj hum jaane ge ki kaise hum faaltu ke commnet ko apne blog se delete karte hai,dosto aapko pta hi hoga ki commnet blogger ke liye kitne impartant hote hai,ager koi b waha pe faaltu ka commnet karta hai,tou humme kissi b trha se
ushe delete karna hi padta hai blogger ko je baat acha nahi laggta kyuki hmari image khraab ho jati hai.as u know.agre hum sab ki help kar rahe hai tou waha pe koi b hume koi bad commnet deta hai.tou harama commnet sabi ko hi visible hone laggta hai dosto ishi liye aaj mai aapko sab ko batane jaa raha hoon ki hum bad comment ko kaise delte karte hai apne blog se ,tou fir jaane ....
neeche pic me dekhe kaise delete kiya jata hai
dosto apne blog se commnet bouhi delete kare jo aapko acha nahi lagga ho mai aapko bata du ki ..apne sabi commnet kahi detele matt kar lena nahi tou yaada problem bi ho sakta hai neeche dekhe abh
1. sabse pehle bloggre ke dashboard me jaaye..
2. sabse pehle aap commnet pe clik kare
3. fir jo bi aapne waha se commnet delete karna ho ushe select kare
4. last me delete ki button pe click karke delete kar de jaise pic me diya hai waise hi kare......
note :- dosto abh aapko maine bata diya hai ki blog se commnet ko kaise delete karte hai.ager blogger ke baare me aur koi bi jaankari lena ho tou aap hmara aur bi post check kar sakte hai.bina kissi se puche bagair aap hamara sabi post ko ik baar achi tarha se read kar le ager life me success pana cahahte hai, tou...........................
blogger ke baare me acha gyaan lene ke liye :- aap hume neeche comment b kar sakte hai aur aaj maine aapko bata hi diya hai ki commnet aapko acha hoga tou aapko gyaan diya jaye ga nahi tou aapka commnet acha na hone ke karan hamaare takk nahi paunch paye ga aapka commnet dosto raaste me hi detelte ho sakta hai i hope u undersatand my all point .kabi bi fake id se commnet matt kare nahi tou aapko commnet disapprove bi ho sakta hai .
disapprove kya hota hai jaane :- dosto sab chahte commnet karna humme but bou logo kaa commnet karna hi nahi aata bou kissi fake id se jab koi commnet karta hai tou un ka commnet disapprove kar diya jata hai. disapprove means jab bi aap humme commnet kare apni khud ki id se hi commnet kare aise karne se aapka comment kabi bi dissaprove nahi ,hota aur hamare tak jaldi hi pauhch jata hai,jab hamare paas aapka commnet aata hai tou hum ush commnet ka jaldi se hi back response de dete hai.so aage se dhyaan rakhna my all dear jab bi commnet kare apna khud ka id se hi kare ,ok thnak u,,,try kare aaj hi commnet karna ...................................
hamara main point read kare :- dosto mujhe khusi hai ki aapne aaj kujh seekha hoga aeger hamara post wakeya hi aapko acha lagga ho tou plz commnet b kare and share bi jroor kare ,for example:- facebook . twitter me whtsaap pe any others place me hamara post ko share karna na bhule ,
thank u my all reders
.................................
.................................
apka dost inder.......
badhiya jankarib hai inder bro
ReplyDeleteTHANKS MY DEAR .................POST.........PADNE KE LIYE
ReplyDelete