learn all information in hindi

ADVERTISEMENT

Blog Me Template Kaise Add Kare

  Apne Blog ko designed Kaise Kare Jaane             
                        HINDIMESEEKHNA

Ish website pe apko aaj blog ke baare me kujh basic jaankari diyi ja raha hai,aap ish post ko read kare   
  
   dosto sabse pehle aapka welcome  kiya  jata hai  

Hello My all friends aaj hum jaane ge website and blog ko designed kaise kiya jata hai .ushki full jaankari ke baare main jaane ge ager aapka blog nahi banna hai tou pehle neeche wale red link pe click karke apna  kudh ka ik blog buna le .....................................................................................................
   blog kaise banan hai ishki jaankari jaha red link pe clik kare   neeche 

''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''


  blog banane ke baad blog ko designed kaise kare  jab dosto aapka blog ban jata hai aur ushke baad hume ushki look ko change bi karna hota hai,jaise ki hmara blog sab visitor ko acha lagge ,ager aapke blog ki look simple hai tou,aapke blog par yaada visitor nahi aaye ge bou aapke blog ko ignor kare ge  kyuki simple look wala blog bina setting kiye maana jata hai,ager aap logo ne blog bana liya hai tou ushme setting karke acha roop bi aapko ki dena hota hai,kahi pe bi problem aati hai tou aap hume comment kare hum aapki sabi problem ka soution kre ge





 template kya hota hai ,hamare blog ke liye jaane   ager aapka blog hai.ager aapne blog bana liya hai,aur ushe designed karna chahte hai,tou dosto ushke liye aapko ik acha sa template bi use karna hota hai.ager aapke paas template nahi hai, tou.aap hindimeseekhna pe comment kare hum aapko ik acha sa template send kar de ge  jo seo bi hoga and ushki look b aisa hoga jo sab ke mann ko achi lagti huyi visible ho,






      setting kaise kare blog ki jaane         my friends jab bi aapko template recived ho jata hai,tou aap ush template ko apne blog me upload kare ,aur dosto mai aap ko bata du ki jab bi aap apna template upload karne lagge sabse jaroori baat hoti hai ki. aap   purane waale template jo hai  ushka ik baar back-up jaroor buna le nahi tou aapko kahi na kahi pe problem b create ho sakti hai.i hope u undersatand my point so aage se je point kabi matt bhoolna jab bi koi template change kare apna sab se pehle back-up jaroor bna le okk .ish se aapka blog ki sabi file old wale template me save rehti hai jo aapne save kiya hota hai,aise karne me aapko yaada benif hota hai,


   Apne template ko upload kaise kare    :-  ager aapke paas computer,laptop mobile and others  device aviable hai,tou dosto aap un sab se template ko upload kar sakte hai.and mai ik baat bata du ki maine suna tha mobile se hum work nahi kar sakte kyuki mobile ki screen small hoti hai,this is true , but kujh kaam hai dosto jo mobile se nahi hote but mai je nahi keh sakta ki mobile me hum blog use nahi kar sakte ,aisa nahi hota ,aapne dekha hoga india me 50% log aise paye gaye hai jo computer na millne ke karan mobile se hi bloging kar rahe hai.ager mujhe time milla tou mai mobile ke baare me bi ik acha post share karne wala hoon. aapko mobile ke kujh gupt gyaan ke baare me nahi pta hoga so aaj nahi.next post me ushke baare me hum baat kare ge ,ager dekha jaaye tou sabse bast mobile hi maana jaa raha hai.just time i am not share with u ,,


  layout option ke baare me b thora jaane    aaj hum layout ke baare me bi baat kare ge je kya hai and ishka kya benifit hota hai blog me .dosto layout se hum apne blog me faaltu ke sabi widgets ko remove kar sakte hai and and koi b new widgets ko hum apni marji se add bi kar sakte hai,ish option ka hume daily life main bouhat yaada benifit hota hai,but jab tak hume ishke baare me puri jaankari naa ho tab tak hum ishi kabi bi 100% bi use nahi sakte ,ishke liye aapko ish ke baare me acha gyaan hona chahiye kaise konsa wigets ko kaha pe add karna hota hai.ager ishme bi koi problem aapko aati hai tou hum hain na aapke saath,aap humme neeche comment box meain apka comment de,











 Apne blog me template kaise add kare jaane    dosto aap sabse pehle template pe clik kare jaise pic me diya huya hai,and baad me aage dekhe next pic pe ....









  Template kaise add kare jaane      koi bi template add karne ke liye back-up pe clik kare okk.....








   Back-up and restore kare     sabse phle apna old wala template copy kar le copy means download karke save kar le name likh kar computer me and baad me aapne jo bi template download karna hai,  choose file pe click karke koi b template upload karle ,aage dekhe detail me nahi pata chla tou, 

   If u not clear understand then then see below   
1. Apna template download kare old wala ...


2.New template jo aapne blog me add karna hai ushe select kare apne computer se .

3.Ab upload ki button pe clik karke apna template uplaod karle , dosto ab aapka template upload ho chuka hai .abh aap enjoy kare 


TEMPLATE ADD KARNE ME AGER AAPKO PROBLEM AATA HO TOU AAP HUME COMMNET KARE HUM AAPKI PROBLEM KO AUR EASY KAR KE AAPKI SABI PROBLEM KA SOLUTION KARE GE THANK U POST ACHA LAGGE  THEN COMMENT JAROOR KARE AND SHARE BI JAROOR KARE FACEBOOK PE AND TWITTER PE.......................................................................





NOTE:- AGER DOSTO AAPNE BI IK SUCCESS BLOGGER BANNA HAI,TOU ISH WEBSITE KI SABI POST KO  STEP BYE  STEP FOLLOW KARTE RAHIYEGA .....

                                                                                                                   thank u my all readers
                                                                                                                     ....................................
                                                                                                                     ....................................



    







8 Responses to "Blog Me Template Kaise Add Kare "

  1. bahut hi badhiya jankari hai di hai aapne aise trick dete rahiye thanks

    ReplyDelete
  2. yes as u wish ashutosh ...mai aise jaankariyan deta hi rehta hoon ...aap hamare sath daily time pe time bane rahiye ga and hamari sabi post read karne ke liye aapka thanks karta hoon mai ..aise hi kujh na kujh seekhte rahi and ager aapke paas b koi trick ho tou aap mujhe send kare mai aapki post ko aur acha bana kar post kar sakta hoon and mau aapko bata du ki jitna gyaan do utna ki kafi hai bro....jitna ho sakke mai utna hi logo ki help karna chahta hoon day bye day okk thank u...

    ReplyDelete
  3. bhai fb page ko web pe kaisse lagatey hi plize help

    ReplyDelete
    Replies
    1. maine ik post likha hai rourabh g aap ush post ko read kare ager koi problem aaye to aap mujhe commnet kar dena mai puri help karne ke liye tyaar hoon

      Delete
  4. yes ..sourbh aap apna pehle facebook page bana le fir ushe widget me lagana hota hai.

    ReplyDelete
  5. Nice posts bahot achhi tarh aapne bataya sir thanks

    ReplyDelete
    Replies
    1. ok dosto hamara har ik post sabhi indian logo ke liye helpfull hai aap hamare sath banne rahiye ga ager post accha lagga ho to like and share jaroor kare

      Delete

Note Kare => 1. Apna Comment Yaha Add Kare But Any Koi Bi Site
Ka Yaha Link Add Matt Kare
2. Apni Problem Ko Ik Baar Hi Ache Se Likh Kar Send
Kar De
3. Always Acha And Needed Comment Hi Yaha Send Kre
Here Bad Comment Not Allowed
4. Ager Aap Hamari All Comment Policy Ko Approve hai
Tou Apne Dil Se Comment Kare .
5. Hamare Liye AApka Comment Lot Important Hai H
Hum Jaldi Hi Appke Comment Ka Uttar Denge

THANKS FOR COMMENT
.........................................