********************************************************************************
CHOTO BEEM
**********************************************************************
BLOG START KARNE SE PEHLE JAANE KUJH basic GYAAN :- apna blog start karne se pehle mai aap ko bata du ki blogger.com b ik google ki hi service hoti hai,jo hum sabi ko free me blog banane ki permision deta hai, abh jaane website and blog banane ki liye kya kya aapke paas hona chahiye, aage dekhe ,
***********************************************************************
kya kya hona chahiye aapke paas
1. gamil ka account
2. computer
3 knowledge
je 3 cheeje aapke aap hona chaiye AGER NAHI BANA LENA
*********************************************************************************
website blog kaise banaye jaane
mere sabi step follow kare :-
step 1. sapse pehle *** www.blogger.com pe click kare
******************************************************
******************************************************
ager aapke pass pehle se any gmail ka ik account hai tou aap ushi account se bana le ,if nahi hai tou bana le abhi aage clik kare #### apna gmail pe account banaye
STEP 2. APNA NEW BLOG KO CREATE KARNE KE LIYE DOSTO NEW BLOG PE CLIK KARE
1.Apna blog ka tile daale then aage dekhe
2.apne blog ka naam rakhe jo aapko acha lagge
3.koi bi ik themes select kare .as u like ,
4. create blog pe clik kare *********
******************************************************Abh dosto aapka blog 100% ready ho chuka hai congratulation.so aaj se aap bi blogging ke liye tyaar hai, google ki new genration me aaj aapka sawagat hai ,mai bi khush hoon ki aap logo ne blog bana liya hai,aur itna hi nahi hota dosto aage dekhe ,
****************************************************** APNA BLOG BANANE KE BAAD KYA KYA KARE,
dosto mai aapko bata du ki blog tou sab bana hi lete hai .but ish me baad me jo work karna hota hai ,bou thora yaada difficult hota hai,so aap meri ish website pe har ik parkaar ki jaankari pa sakte hai,yaha pe bi aapkko rukawat aati hai .aap apna comment type kare and mujhse puch le mai aapki help ke liye tyaar hoon .
hamara FAQ read kare = frequenty asked
questions
1 sir hum blog banane ke baad kya kare ?
Ans: Aap blog banane ke baad ish website pe daily visit kare and kahi pe b problem aati hai tou apna comment type kare hum aapki help kare ge ok. ( yes sir) !
Knowledge kya sr or me Mobil me blog banarha hun nuwe blog ke age Mobil Kam kiped khulta h usme kya likhana h sr usme likhabhi nhi jata nuwe blog ke age nhi jata h help mi
ReplyDeleteKARAN AAP SABSE PEHLE GOOGLE ME JAYE AND BAAD ME WWW.BLOGGER.COM LIKH KAR BLOG ME JAYE AND BAAD ME APNE BLOG KO CREATE KARE SIMPLE TOU HAI AND MAI AAPKO BATA DU KI PIC DIYA HAI UPER DEKH LE AUR APNA COMMNET IK BAAR TYPE KARE AAPNE DO BAAR KAR DIYA HAI .AGER FIR B PROBLEM AATA HAI TOU BATYE ..... PIC ME DEKHE SABSE PHLE BLOG ME APNA TILE LIKHE THEN ADDRESS LIKHE AND TEMPLATE SELECT KARE JO ADDRESS PEHLE SE HAI BOU ENTER MATT KARE !
ReplyDeleteLAST ME CREATE KI BUTTON PE CLIK KAR DE AAPKA BLOG TYAAR HAI AB BLOGGING KARE! AGER FIR B PROBLEM AATA HAI THEN COMMNET KARE
Sr hamne blog banayah h Lenin blog ka taital kya dalana h or addresh kya dale ye samj me nhiata ap hme likhke ke batao taitl ESA hota h addresh ESA hota h kai sare addresh dale Lenin sab galat h ap es tarike Se batao ham samj me ajay
ReplyDeletekaran sorry ,mere bussy hone ke karan mai aapko jaldi response nahi de paayea,note kare karan jab bi aap koi blog banate hai pehle je note kare ki jo mai blog ka naam rakhna chahta hoon wo pehle google pe tou nahi hai na ager wo name pehle se google pe hoga tou aap ush name ka kabhi bi blog nahi banan saktain okk..ik baat aur note kare karan jaise ki mere site ka naam hai (hindimeseekhna)ishi website ko mai logo ko hindime seekhna hoon means ki log ish site pe hindime internet ki saari jaankari seekhte hai. ishi liye maine apni website ka naam soch kar rakh hai kyuki mai logo ki help hindi main karta hoon aur un ko ish website se seekhne ko bouhat kujh millta hai.aur jo naam aap apne blog ko dena chahte ho wo aap pe hi depend karta hai aapne dekha hi hoga hindimeseekhna website mera hai aur kissi ka nahi hoga ager aap chahte ki mai bi hindimeseekhna name rakh lu tou aapko je name nahi mille ga kyuki waha pe not avialable show karega ,,karan aap jehi galti baar baar kar rahe ho ,
ReplyDeletenote kare ..... aap jab bi apna blog bananye pehle se soche ki wo google pe tou nahi hai aap jo bi naam rakhna chahte hai wo rakh saktain hai jaise meri site ka naam hindimeeseekhna hai aur karan aap kya naam apni site ko dena chahte ho wo aap ke uper hi depend karta hai mai tou ony jehi kehta hoon ki aap blog bannate samhe jaisa kujh daale
sabh se pehle tital aise daale => for example ke liye = mobile ke baare me jaane saarijaankari
fir adress daale = jaise note kare = ( helpformobile )
..........................................................................................
thank u my all visitor je sabh ke liye hai ishe read kare aur kahi pe problem aata hai tou apna comment kare mai aapko jaldi hi ans deta hoon