ji dosto samsung ka fold hone wala tablet launch hone jaa raha hai jaane best tips
Aaj hum new tablet ke baare main baat karenge jishme puri flexible hi ho jati hai dosto kya aapko pta hai next year launch hone hi wala hai hamare sabh ke liye read more
samsung ka fold hone wala tablet launch hone jaa raha hai jaane |
SAMSUNG KA FOLDER HONE WALA TABLET
Dakshin korea ke smart phone nirmata company samsung agale saal fold hone wala tablet launch karengi jise game changer device kaha ja raha hai. ik media report mein kaha gaya hai ki is tablet ka aakaar fhold hone par 5 inch aur kholne par 7 inch hogi.
koriya ki media report ke mutabik, company ne is device ka proto type tyaar kar liya hai aur is saal ki doosri samahi se ishka bade paimane par utpaadan shuroo kar diya jaega. samsung display ke nirdeshak le chaang-hagon ne is saal january mein kaha tha, is device ka vikaas theek hamare yojana ke mutaabik hua hai.ager aur jaane samsung ka fold hone wale phone ke baare main
dosto media report ke mutaabik samsung display ke nirdeshak li chaang-hagon ne is saal january mein kaha tha is device ka vikaas theek hamari yojana ke mutaabik hua hai. ham ishke vrhad paimaane par utpaadan ki yojana bana rahe hain aur ishke bikri ke lie vibhin bhagidaaron se millkar yojnaye bani ja rahi hain
vahi, is udyog se judi ik surat ka kehna hai, itni jaldi ishke bade paimaane par utpaadan ki ummeed nahi hai, kyuki samsung ko abhi ishme kayi sudhaar karane hain. haan maine suna hai ki samsung ne ish takneeki me kafi pargati kr li hai
0 Response to " samsung ka fold hone wala tablet launch hone jaa raha hai jaane"
Post a Comment
Note Kare => 1. Apna Comment Yaha Add Kare But Any Koi Bi Site
Ka Yaha Link Add Matt Kare
2. Apni Problem Ko Ik Baar Hi Ache Se Likh Kar Send
Kar De
3. Always Acha And Needed Comment Hi Yaha Send Kre
Here Bad Comment Not Allowed
4. Ager Aap Hamari All Comment Policy Ko Approve hai
Tou Apne Dil Se Comment Kare .
5. Hamare Liye AApka Comment Lot Important Hai H
Hum Jaldi Hi Appke Comment Ka Uttar Denge
THANKS FOR COMMENT
.........................................