free net all inda me chalana bohut easy ho chuka hai aaj ki date main bohut saare aise log hai jou free net chalate hai ,aaj mai aap logo ko step bye step guide karne yaa raha hoon ki vpn ki help se hum free me net kaise use karte hai.ushki saari setting mai yaha aapko de raha hoon aap note kar lena yaha pe mai 4 treeko ke saath free net chalaye ka process batane yaa raha hoon
Free Net Kaise Chalaye |
Airtel ki sim pe free net kaise chalaye =>
je jou all tricks mai aapko batane yaa raha hoon je trick only airtel main hi work karta hai dosto ager aapne apni life me kabi free net use nahi kiya hai tou koi baat nahi aaj mai aapko apni ish 4 tricks ke jariye free net chalane ke baare main batane yaa raha hoon .i hope ki aapko mera duwara sabhi idea helpfull hoga and aap bi meri tarha free net use kar sakte hain.
Daily free net kaise chalaye all india me aaj ish ke baare mai mai aapko logo ko kujh important trick batauga aap step by step read kare aur laptop and pc pe bi aap free net chala sakte hai bina kissi bi net pack se jaane .
vpn ki help se free net kaise chalaye :-
my all friends vpn ik bohut bada plate form hai jish ki help se hum free net chala sakte hai ushke liye hume kujh setting karna hota hai aur setting karne ke baad hamara phone me free net chal yata hai neeche mai aapko dosto ko 4 vpn ki free net chalane me aapki help karne yaa raha hoon note down below
daily free net ke liye best 4 vpn jou hume free net use karne ki
suwidha dete hai
free net kaise chalate hai mujhe bohut baar logo ne sawaal kiya tha aur mere paas free net chalane ke idea bohut hai mai apne phone pe bi free net hi daily use karta hoon vpn ki help se chalo dosto aaj hum jaante hai ki airl ki sim pe kaise high speed me means ki 3g ki speed par net chalate hai vo bi absolutly free me
1. daily free net kaise chalaye Hammer VPN se jaane
daily free net kaise use kare VPN app for free internet in android phone pe
daily free net kaise chalate hai,jaane
sabse pehle main free net hummer vpn se hi chalana seekha tha aur ishki setting bi bohut easy hai aap apne android phone pe free net hummer vpn ke aaps ko use karke easy hi chala sakte hai,je ik best way hai humme free main net provide karwata hai and jabh je start hota hai tou apna duration time bi humme bata deta hai ishi setting troid vpn ki tarha hi hai so read troid vpn all information
hammer vpn download karne ke liye yaha click kare
2 daily free net kaise chalaye Troid VPN FOR FREE INTERNET ke madheyam se
troid vpn ik bohut tej and fast me humme net chalane ki free me suwidha deta hai, jishke baare me aap logo ne kabhi socha bi nahi hoga ki itni speed main net kaise chal raha hai so read for troid vpnTroid VPN ki setting kaise karte hai jaane setting ki full jaan kari ?
step-1 Insatll here troid vpn aaps yaha se install kare
step-2 Just troid VPN ko open karein
and ye setting kare,
select server free-godzilla = 6
Rport = 443
Lport = 0
select protocol= TCP select kare
FREE NET KAISE CHALAYE ON AIRTEL |
step-3 ab advance par click kare or ye setting kare
vpn setting kare |
Add in frequency proxy host = 46.37.193.74
add in proxy port = 3128
header host = host:buddies.airtelmoney.in
Note kare => je sabh setting karne ke baad connect pe click kar de ager je proxy work naa b kare tou neeche wala setting kar le .OKKK
proxy host DAALE = 51.254.103.206
proxy port D AALE = 3128
header host me je DAALE host:airtellive.com/@
SOME SEE BELOW
proxy host DAALE = 188.138.61.118
proxy host DAALE = 3128
headers DAALE = host:www.wynk.in/@
DAALE one.Airtel.in/@
DAALE get.hike.in/@
DAALE get.wynk.in/@
INME SE KUJH BI DAAL LE
nore kare -;
dosto dhyaan me ik baad hameash rakhe ki free me ager proxy and host ki sabh setting karne ke baad aapka net 101% chal yata hai ager range ki baat kare tou 3g speed chlta hai aap ik din me 200mb use kar sakte hai ager aap 200 se yada use karte ho tou aapka sim block bi ho sakta hai free ka yaada benift mat kare thora kam hi use me laaye interent ko tou aapke liye acha hoga.150 mb daily use kiya kare means ki 190 mb daily .ager 200+ huya paayea geya tou aap dubara net kabhi nahi chala sakte chalaye ke liye aapko fir se ik new sim airtel ka hi lena hoga ,i hope u understand
3 Web Tunnel is vry important for you ?
web tunnel ik best treeka hai sabh ke liye ,mujhe webstunnel ko use karte huye bohut khusi hoti hai kyuki je simple bi hai use karna hai kabi valueable b hai . so jaante hai ish ka kaise istemaal kare free net chalane ke liyeWeb Tunnel VPN ko use kaise kare jaane hindimeseekhna se ajj step bye step all information .
step-1 firts here => yaha se download karedownload karne ke baad =>
step-2 open webtunnel aaps and neeche kujh setting kare .
setting vpn |
setting karne ke liye =>
select server = free-server- 24 select kare aap koi bi free server use kar sakte hai
header host me kujh bi daal de = one.airtel.in/net or one.Airtel.in/ or airtellive.com/ or get.wynk.in/ or get.hike.in/ ye sab hosts try kare
Port = 80 dale or connect ki button par click kare kuch seconds me hi Aapka web tunnel VPN connect ho jayega
congratultion my all free net use aapke liye free net tyaar ho chuka hai abh aap free net chala saktain hai and enjoy kare .
5 Droid VPN se free net kaise chalaye note down below
hamare inda me bohut log jaise hai jou droid vpn ko chala kar enjoy karte huye nazar
aate hai un ka maanta hai ki droid vpn bi kissi se piche nahi balki aage maana yaa raha hai, so ishi liye ishe baare me bi jaane and free net chalye droid vpn ki help se
Droid VPN ko kaise use kare best way jaane ?
open ur account |
step-1 First do install droid vpn aap yaha click kare
step-2 droid vpn me free net use karne ke liye apna ik account open kare and then connected ho jaye yaha click kare
click karne ke baad aap new page pe chale jaye gay waha pe account banane ke liye apna gamil id daalne and captcha add kare baad me sign up now pe click kar dain.
Dosto congratulation ab aapka account ban gaya hai and abh aap apne gmail ko check kare or waha aapko aapke droid account ka password millega aap use note kar le or droid vpn app me aake configur account par Jake apna email or password add kar le
Droid vpn me free internet kaise chalate hai How to use Droid VPN app for free internet in Android device note down here all setep bye step =>
step-1 Ab droid VPN open kare or or upar right side me setting ka option dikhega uspar click karna hai
step-2 connection protocol par click kare or TCP select kar fir next option par port setting par click kare or port setting me set TCP port par click karke 443 daliye
step-3 Ab HTTP headers par click kare
select http |
step-4 Ab headers me host:airtellive.com/ dale or OK button press kare
free droid vpn |
Step-5 abh aap connect ki button par click kre or kuch second wait kare or vpn connect ho jayega agar airtellive.com host work na kare to neeche kuch working hosts de raha hoon Sabh ko ik ik baar try kare,so i hope ki aapko je jaroor work karega .aage dekhe,
1.Host: buddies.airtelmoney.in/
2. Host: 202.87.41.147X - Online-Host:202.87.41.147
3. Host:get. wynk.inX-Online-Host:get.wynk.in
4. Host: airtelgurus.com/wtyndX-Online-Host:airtelgurus.com/wtynd
5. Host: get.wynk.inX-Online-Host: get.wynk.in
OR
Host: one.airtel.inX-Online-Host: one.airtel.in
Blocked user
Host: airtelgurus.comX-Online-Host: airtelgurus.com
OR
Host: one.airtel.inX-Online-Host: one.airtel.in
ye kujh working hosts hai inhe aap HTTP header me daal kar try Jaroor kare uttarakhand me working hosts = host:airtellive.com/ or host:buddies.airtelmoney.in/
sir daily free net kaise chalaye all india me mujhe bataye pls
dosto i hope ki aapko meri free net use karne ki trikcs bohut yada help full hogi so mera kaam tha aapki help karna aur so maine kiya meri ish help ke during ager aapka kujh help huya ho tou maine aaj bata diya ha ki,daily free net kaise chalaye all india me maine aapko bata diya hai aur dosto ish post se kujh bi help huya ho tou humme comment ke madheyam se jaroor bataye, thank u
nice trick. visit my site www.tricksinhindi.com for more tricks in hindi language
ReplyDeletelast warning deta hoon faaltu ke link yaha add mat kare
Deletesir me tatadocomo me free net chalane koi trick btaiye plese help me
ReplyDeletedost aap hindi me seekhna ke saath banne rahe mai jaldi ki trick dunga ager free huya tou
Deleteidea ki sim me free internet kaise chalye koi aisa vpn jo m.p me kam kare btaiye please
ReplyDeleteakshay idea me internet free chalane ki post maine diya hai read kare
Deletesir
ReplyDeleteandroid pH. k app ko unisttall kaise kare
main apne pH.par Google play serves ko unisttall karna chaata hu taaki letast version update kar saku
plz. btaaye. ho sake to ye jaankari mere gmail par send kar De
thanks
chandan.gussai66@gmail.com
chandan aap phone ka version chnage karna chahte hai ya only playstore ka tell me fast aur puri baat likha kare
DeleteVery nice tricks worked
ReplyDeleteThanks for your help