learn all information in hindi

ADVERTISEMENT

Online passport Kaise Apply Kare? Jaane Puri JaanKari

  Online passport kaise apply kare?and passport kya hai, Aaj hum ishke baare main batane jaa rahe hai ki Online farm kaise fill kiya jata hai sabhi jaankari lene ke liye fir je post read kare all india ke liye important hai =>    
                                 ((((( welcome to hindimeseekhna.com )))))                         


hello my all friends (online passport )kaise apply karte hai aaj aap sabhi dost hindimeseekhna.com pe seekhe gay ki online paasport kya hai and kaise je aaply kiya jata hai so my all dear hamari all post ko ache se read kare then aapna passport online apply kar dijiye so dosto sabh ko pta hoga ki aaj ki life main hamare sabhi un  logo ke liye paasport kitna important hai, jo bahar ki country me jana chahte hai dosto mai apni ish post ko start karne se pehle bata du ki paasport kya hota hai ,simple baat mein bolu tou paasport ik identification proof hota hai,jou foriegn jaane walo logo se check kiya jaata hai ,so abh tou aapko pta chal hi geya hoga ki je kya hota hai ,chlo abh mai seeda post pe jaata hoon,hamara aaj ka post bohut important hai jou bahar ki country main jaane ka chahwaan hai ushke liye je post yaada important hai ish ke  baare me yada knowledge hona hi chahiye.bina knowledge ke wo kahi bi fuss sakta hai ager wo bina paasport ke kahi pe visit karta hai tou aage dekhe more      

                                                            
online passport apply kaise kare ?











Online passport Kaise Apply Kare?


online line passport kaise apply kare ush ki sabh information hum pic ke saath de rahe hai ager fir bi kahi pe problem aata ho tou comment karne main dikkat naa kare so neeche hamare paasport ko apply karne ke sabhi treeke note kare okk......


online paasport kaise apply kare
 online passport

passport apply karne ke liye neeche website ko open kare :-

note my firts step =>sabhse pehle aap google chrome ko open kare then www.passportindia.gov.in  pe click kare  click karne ke baad aap paasport ki seva me enter ho jaye gay .waha pe aapko ik red color ka button visible hoga jish ke upar likha hoga  new user registration now buss aapko waha pe click karna hai so click kare jaise pic main diya huya hai upar dekhe .



online passport kaise apply kare
 Registration for passport
 
online paasport farm fill kaise kare jaane :-

click karne ke baad aapke saamne ik  form open hoga form wo simple hai pehle aapko apni city ka naam select karna hai ushke baad apni deatil bhare and  note kare ki jou naam aapke document ki file pe hai wohi naam waha pe enter kare aage ka sabh process simple hai, jabh aapka form complete ho jaye tou register par click kar dijiye clcik kare ke baad aapko ik sms aapke email ki id pe aaye ga ushe confirm jaroor kare means ki ushe verify kar le ager naa pta chale tou upar pic main dekh kar sabhi kareya kare ,verify karne ke baad,abh aapka registration completed ho geya hai,aage dekhe ,



online passport kaise apply kare
 login online passport
existing pe clik kaise kare jaane :-

next step => Aapka registration complete hone ke baad aap waha se back aa jaye yaha pe  exiting login likha hai waha pe click kare Click karne ke new page open hoga ush main aapko apni registration id daalna hai jish id se aapne register kiya hai fir id daale and password daale password daal ne ke baad aapko neeche kujh text visible hoga aapko ush me kujh verify karna hoga verify karne ke baad login pe click kare de .click karne ke baad aap seeda website ke under enter ho jaye gay .

       
online passport kaise apply kare jaane
 online farm kaise apply kare 



dosto ish page main aapko 2 option diye jaa rahe hai ager aapko offline farm ko download karke fill karna hai tou aap offline apply kare nahi tou online hi fill kare waise mai aapko online ke baare main batane jaa raha hoon kyuki ish se hamare sabh ka time bach yata hai and hamara sabh ka kareya jaldi main hi ho jata hai aapko click here to fill the online  application par click karna hai abh ik new page open hoga waha pe aapko online farm fill -up karna hoga age dekhe ...


online passport kaise apply kare
 online form fill kare 



note kare jabh aapka farm fill up ho jata hai, then submit my application par click kare de and baad main home applicant pe click kare de cick karne ke baad wapis home page pe aa jaye yaha pe aa kar aap view save / submit application par clik kare de 


passport ki deatil kaise check kare jaane :-



online passport kaise apply kare ?
 passport detail




note kare  =>  dosto clik karne ke baad  aapko wahi information visible hoga jou aapne firt time fill ki thi ,abh aapko ik side baar main ik radio button dikhayi dega aap ush pe click kare ushke baad pay and schedule pe click kare aapointment pe clik kare yaha pe aapko online payment ko select karna hoga or baad main next ki button pe clik kar de click karne ke baad aapke nearrest city and passport  office ki all detail aa jayegi  jish mein appointment ke liye date and time bi diya hoga 


main point :-  read kare ish option pe aapko apni jaroorat ke hisaab se koi bi ik option select kar saktain hai aur neeche diye huye text box me text ko add kare and submit pe click kar de 


note down => online passport ki  payment kaise kare jaane :-



jabh hi aapko submit pe clik karte hai tou aap seede payment karne wali option pe pahunch jaye gay wala aap online payment kar dijiye jabh aapko payment complete ho jaye ga aapke saamne ik page open hoga jo confirmaton ke liye hoga jabh yaha pe confirmation pe clik kare click karte hi aapke saamne ik new page open hoga jish pe likha hoga (print submit application )yaha se aapko appliction ko print karke ushka print out nikaal saktain hai.kyuki ish print out ki dosto aapko appointment ke time kabhi bi jaroorat pad sakti hai,buss my all dear abh aapko online paassport ban chuka hai abh buss aapko appointment ke time office se miliye aur apna paasport banwa le 





COMMENT =>ke liye Aage humme online  paasport aaply ke baare me bataye kahi pe bi dikkat aata ho tou hum aapki help ke liye 24 hour aapke saath hai


NOTE =>POST PADTE TIME SHARE AND LIKE KARNA NA BHOOLE So dosto abh aapka online paasport aaply ho chuka hai abh aap enjoy kare :- thank u kujh seekh ne ke liye :-






0 Response to "Online passport Kaise Apply Kare? Jaane Puri JaanKari"

Post a Comment

Note Kare => 1. Apna Comment Yaha Add Kare But Any Koi Bi Site
Ka Yaha Link Add Matt Kare
2. Apni Problem Ko Ik Baar Hi Ache Se Likh Kar Send
Kar De
3. Always Acha And Needed Comment Hi Yaha Send Kre
Here Bad Comment Not Allowed
4. Ager Aap Hamari All Comment Policy Ko Approve hai
Tou Apne Dil Se Comment Kare .
5. Hamare Liye AApka Comment Lot Important Hai H
Hum Jaldi Hi Appke Comment Ka Uttar Denge

THANKS FOR COMMENT
.........................................