Dosto apne phone ka net data pc me transfer kaise kare jaane
hello my all dear and all people as u know jaise ki sabi dosto ko pata hi hoga ki ager hume apne phone se pc me net ka data share karna ho tou kabhi kabhi nahi bi hota aaj hum jaane gay ki kaise hum apne phone ka net data pc me transfer karke easy hi use kar saktain hai.aaj aap sab logo ko mere duwara di gayi jaankari best lage gi kyuki mai jou bi tricks deta hoon bou 100% good and thing pe hi depend able hoti hai so aaj aap mere sabi step ko follow karke easy se hi apne pc me daily net use kar saktain hain.
- MOBILE ME PC ME TABLET ME AND OTHERS DEVICE ME AAP NET KO USE KAR SAKTE HAI
bohut logo ne mujhe question kiya tha pc me net kaise use kare
Apne android phone se pc me net share karna easy hota hai.ager aap logo ko kissi ne abhi tak nahi batayea ki mobile se pc me net kaise use karte hai tou koi baat nahi aaj aap ik aisi site par ho yaha pe sabi jaankri 100% check and use karke hi pehle se yaha aapke saath share ki yati hai.so don't worry,mai hoon na aage dekhe
Ager aapke mobile me pehlse se wi-fi hostspot hai tou aap ushi ko ki use kare age nahi hai tou net se aaps ko downlaod kare download now pe click kasre
1 first open ur wifi hotspot
2.nestwork ssid select kare
3.security select kare
4.paaword daale
5 and baad me save karde
So dosto jaise hi aap save pe click kare ge tou ushi time hi aapka hotspot active ho jaye ga jaise pic me diya huya hai
Abh aap daily apna net pc me use kare mobile me use kare and others me bi aap ishi process ko follow karke easy hi use kar sakte hai
- Note >> ager kahi pe bi koi problem aata hai phone se pc me net ko use karne mein tou neeche comment box me aapna comment type kare and apni problem hamare sath share kare
Hello Dosto ! Mera Naam Inder Hai. Main ik Talented Blogger Hoon. Ye Website Maine Banai Hai. ish Website se Main Logo ki Help Karta Hoon.aur mujhe help karna acha lagta hai, mere baare me yada jaan ne ke liye read kare!Read More>>
thanks
ReplyDeletevery nice post thank you sir
ReplyDelete