learn all information in hindi

ADVERTISEMENT

Wordpress And Blog Me Related Post Widgit Kaise Add Kare

Hello friends aaj jaane blog me kaise widgits add karte hain



relatesd post ko dikhane ke liye:




  • blog & wordpress main relatesd widgit ko kaise add kare jaane 

  • Dosto sab ko pta hoga ki blog banane ke baad ush me improvement laane ke liye kitna mehnet karna padta hai.je tou sab blogging waalo ko pta hi hoga .aapko pta hi hoga ki jab hamari sabi post ko padne waale readers ke liye je widgits kitna benifit de sakta hai,ager nahi pata tou aaj jaroor jaane,


  • Hume je widgits add kyu karna chahiye :  so aaj jaane hume je widgit kyu add karna chahiye dosto je widgits add karne se agger aapke readers  apki sabi post ko padte padete neeche ki aur aate hai tou neeche aapka ik related post b unko dikhayi de ga ager unko aapk related post  me koi b post acha lagge ga tou bou waha se b pad sakta hai .ishke karan aapki trafic main b kujh increase hoga tou  abh aap samjh hi chuke honge ki ish widgits ka hamare layi aur hamare padne waale readers ke liye kitna benifit ho sakta hai,so chalo der matt kare aur aap b ishe aapne blog and website main add karne ki soche ,kaise add karna hai ushke baare aaj aapko step by step guide kiya jaye ga aap hamare sabi step ko follow karte jaye ,









Related Posts widgit aaj apne blog and website me 

add kare ,



 kya aap jaan na chahte hai ki Linkwithin kya hai ?




 Linkwithin ik  website jo Related Posts or Widget service provide karti hai wo bhi bilkul free me or ishme aapko koi sign-up ya Register/account ki bhi jarurat nhi hai ise aap direct hi apne blog par laga sakte hai.aage dekhe 


relatest widgits  कैसे ऐड करे ब्लॉग में ?  aaj jaane 


Step-1  Linkwithin ki website par jaaye latest widgit ko add karne ke liye jaha click kare






 


Step-2 Aapko Bottom Right side me Widget Create karne ke liye , apne blog ki  sabi information deni hogi

1.   apna  Email daale
2   .Blog url/link daale 
3.   Apne blog ka Platform jis par aapne blog create kiya hai daale 
4.   Aap jitne related posts dikhane chahte hai to select kare jaise 3,4,5  only 5               dikhye



  •    Last me aapko Get Widget pe click karna hai. jaise hi aap click karte hai .ik popup window dikhayi dega 

 

Step-3  Ab New page me aapko click install pe click karna hai,





Step-4 Click Install pe click karne ke bad aapko, Aapko next page me, apna blog select karna hai , uske bad Add Widget pe click karde.




ab kujh karne ke baad aap apne blog ke layout me, Pahauch jayenge, waha par ye widget add ho chuka hai ''Linkwithin'' to agar aap chahte to Title change kar sakte hai. uske bad save template ki button pe click krde or apna blog dekhe ye add ho chuka hai.aaj se aapka releted dikhne ke like hai,thanks u



AGER MERI ISH POST SE DOSTO 100% SE 50% B KUJH SEEKHNE KO MILLA HO TOU PLZ  COMMNET KE JARIYE JAROOR BATAYE AGER KAHI PE B RUKAWAT AATI HO ISHE ADD KARNE ME TOU B COMMNET KARE HUM AAPKI PROBLEM KA SOLUTION KARE GE AUR HAMARA FB PAGE B LIKE KARNA NA BHULE AUE HAMARA AAPS B DOWNLOAD KARE HINDIMESEEKHNA AUR HAMARI ISH POST KO SHARE KARE AND ..................................HUME SUBSCRIBE KARNA NAA BHULE ,...................,

 

0 Response to "Wordpress And Blog Me Related Post Widgit Kaise Add Kare"

Post a Comment

Note Kare => 1. Apna Comment Yaha Add Kare But Any Koi Bi Site
Ka Yaha Link Add Matt Kare
2. Apni Problem Ko Ik Baar Hi Ache Se Likh Kar Send
Kar De
3. Always Acha And Needed Comment Hi Yaha Send Kre
Here Bad Comment Not Allowed
4. Ager Aap Hamari All Comment Policy Ko Approve hai
Tou Apne Dil Se Comment Kare .
5. Hamare Liye AApka Comment Lot Important Hai H
Hum Jaldi Hi Appke Comment Ka Uttar Denge

THANKS FOR COMMENT
.........................................