English ko hindi me translate kaise kare jaane aaj
hello my all friends aaj kal sabi log chahte hai ki koi aisa software bi ho jiss ke jariye hum english language ko hindime easy treeke se hi transfer kar le but asia kissi kissi ko hi pta hota hai so aaj hum baat karne waale hai ki kaise hum apni bhasa me english ko seekh sakte and kaise transfer kar sakte hai online ke madheyam se .
Apni maatr bhasa main kaise seekhe
yadi aap chahte hai ki hum apni khud ki koi bi bhasa main english ko seekhe tou aapke liye only one way hai jo hum aapke saath share kar rahe hai,jiss ko use karke aap apni life me english ke har ush words ka meaning and sabi words ko apni bhasa me seekh kar succsess le kar aage bhar sakte hai tou dosto fir dear kiss baat ki hai ager aap apni english hindi me english ko converted karna chahte hai tou aaj se ishe baare me sab kujh jaan le ,
online trasnfer software kya hota hai.
online transfer software ushe kehte hai jo hamari sabi problem ko online me ki kar deta hai.and ishme koi b yaada galti nahi hoti sabi kaam net se hota hai ushe online transfer software aage dekhe,
online transfer and ofline transfer kya hai
onile trasnfer software ushe kehte hai jo hamara sabai kaam ko online me hi kar deta hai and ofiline transfer software ushe kehte hai jo bina net ke hi use karke hum english ko hindi me b trasnfer kar sakte hai ushe ofline mode me use kiya jata hai,offline mode ko use karne ke liye aapke paas ik acha sa offline mode software hona chahiye jo aaj kal paid service mein hi aviable hai ,free me hum ushke baare nahi bata sakte so ager aap free wala service ko use karna chahte hai tou ushe liye aapke paas free wali hi service ka ik acha sa software hona chahiye ,jo aaj kal internet ki duniyan me dekha jaaye tou yaada use kiya jaa raha hai,
sir koi b bhasa ko kaise seekhne bataye
dosto je question mujhe laakho dosto ne kiya tha ki sir koi bi bhasa ko seekhne ke liye kya karna chahiye and kaise ,so aaj mai ishke baare me bi thora sa baat karta hoon dosto free main hum ager koi bi bhasa ko seekhne ki baat kare tou ushme se sabse pehle no1 pe internet ka hi naam aata hai jo hume sabi bhsa ko seekhe ke liye koi pisa nahi leta means hum apni bhasa ko net me trasnfer waale software mein daal kar ,kissi b bhsa ko easy se hi seekh sakte hai for example :- aap log hindi bolte ho aur aap chinese ko seekhna chahte hai tou ushke liye aapke paas ik aisa software b hona chahiye ki jiss ki madad se aap chinese bhasa ko seekh saktain hain
Ager aap apni bhasa mein koi bi bhasa seekhna chahte hai tou in software se seekhle thank u i hope u understand my all post words and hamara post ko share b kare and humme subscribe b kare fb page like kare kahi pe b problem aata hai tou neeche commnet box mein apna commnet type b kare help lene ke liye okk thank u
thanks u hindimeseekhna me
kujh seekhne ke liye
................................................................................
note:-ish post ko padne ke baad aapke dimag me kya- kya question aa raha hai ushka ans lene ke liye kirpeya apna comment type kare ..........
Bhut acchi knowledge sir ji
ReplyDeleteThank a lot.muje to iske baare me pta hi ni tha.
Aapne bta diya thanks
Nice blog sir ji
=> thank u LOOT BOOK AS U WISH..............
Delete