Website Blog Ko Alexa Me Submit and Verify Kaise Kare – jaaniye hindime information :::::
hello my all friends kya aap jaante hai alexa rank kitna important hota hai and alexa rank se hume kya benift millta hai ager nahi pta tou jaroor jaane aaj mai sab ko batane jaa raha hoon ki kaise alexa rank ko veify kiya jata hai,alexa ki all information ko dekhne ke liye ,and sab blogger waalo ko pata hoga ki alexa rank hamari life main kitna important hota hai,
dosto aaj hum ish topic ke baare main baat karege ki alexa rank kaise veifiy karna hai, aaj sab jaane kaise kiya jata hai,
friends Alexa me site ko submit karna bahut important hota hai hai. agar aapki site alexa me submit or verify hai to alexa aapki site par jyada focus karta hai. so apni site ki ranking badhane ka site ko alexa me submit karna ek bahut hi acha or free tarika hai. jise koi bhi website owner or blogger ignore karna nahi chahega.ager aapka jitna b alexa acha hoga utni hi traffic aapke blog pe aayenge.
kaise blog aur website ko alexa ke saath verify karte hai jaane step by step:-
pyaare dosto Is post me mai jo tarike batane ja raha ish tareeke ko follow kar ke aap apne blog ko alexa me submit kar saktain ho or alexa ke sath jud sakte ho. alexa rank baki sabhi website ranking site se important hai . i tell u mujhe alexa website ki ranking improve karne ka sabse acha tarika lagta hai. to chaliye friens aaj aap bhi apni site ko alexa se connect kar lijiye. follow kiye meri ish post ko step by step :-
Website Blog Ko Alexa Me Submit & Verify Kaise Kare – Hindimeseekhna se jude rahiye ga
dosto aap jaate honge ki Alexa hi ek aysi website hai jo website ki Globly rank, country rank and other information always show karti hai. agar aap b alexa ke rules ko follow karo to ek din aapki site no.1 yani sabse jyada ranking wali website hogi. iske bare me bad me baat karenge paele apni site ko alexa se connect kar lete hai.ager kahi pe dikkat aaye tou hume se baat kare,hum aapki sub problem ka solution karenge ,
Step 1:
Firt you Alexa Webssite Claim form par jaye and ppni alexa id se sign up kijiye.
- Enter a site URL par click kijiye.
Step 2:
Ab jo Page open hoga. usme aapko verify option select karna hai.
- ish method me aap apni site par photo upload karke site ko verify kar saktain hai.
- ish method me aapko ik verify code milega jo aapko apni site me ke niche code ko paste karna hota hai.
- ye method free trial user ke liye available nahi hai.
Step 3:dosto mai aapko second method se site verify karne ke step bta raha hu. aapko ye treeka pasand na aaye to aap dusra tarika try kar sakte ho.
secod method wala maine ik jaha code diya hai aap waha paste kar lena neeche code diya hua hai ,aap blog main add kare
you select second method par click kare. jaise hi aap second method par click karoge to ek page open hoga.
- ish code ko aap copy kar ke apni site par jaye or ke niche paste kare.
- code site me paste karne ke bad Verify my ID par click kare.
Ab aap alexa dashboard par ja kar apni site ki ranking details dekh sakte hai.
dosto aapko pata hi hoga ki alexa important hota hai sabi blog and website owner ke liye ,and 90% log alexa rank ko corract maante hai. and i tell u ki aapka just blog and website alexa ke saath aatach ho chuka hai aap ,ish post ko yaada se yaada share kare,taan ki any other person ka b ish post se bhala ho sake ,
0000000000000000000000000000000000000000000000000000000000000000000000000000000 pyaare all visitor if u like this post then share and comment b kare aur yaada se yaada ish post ko like b kare and my fb fage b like kare thank u
0 Response to "Apni Website And Blog Ko Alexa Ke Saath Verify Kaise kare jaane"
Post a Comment
Note Kare => 1. Apna Comment Yaha Add Kare But Any Koi Bi Site
Ka Yaha Link Add Matt Kare
2. Apni Problem Ko Ik Baar Hi Ache Se Likh Kar Send
Kar De
3. Always Acha And Needed Comment Hi Yaha Send Kre
Here Bad Comment Not Allowed
4. Ager Aap Hamari All Comment Policy Ko Approve hai
Tou Apne Dil Se Comment Kare .
5. Hamare Liye AApka Comment Lot Important Hai H
Hum Jaldi Hi Appke Comment Ka Uttar Denge
THANKS FOR COMMENT
.........................................