Paypal Account Kya Hai and Paypal Account Kaise Banate Hai JAANE HINDI MAIN all::::::::
.................................................................................
.................................................................................
paypal kya hai
paypal ke baare main deatil main jaane je online money transfer karne ke liye aur paisa recieve karne ke liye ishi ka istemaal kiya jaata hai,tou dosto aaj mai ishke bare main puri jaankari tou aaj nahi duga but,basic knowleage aapke saath share karne ja raha hoon ,aur ishko kaise open karna step by step batane ki kosisi karuga ager raaste main rukawat aati hai tou hume comment ke madheyam se jaroor puch laina ,
dosto ajj hum baat karege paypal ki ,Paypal ke baare main tou sab log jaante hi honge par kya aapko pata hai ki ye kya kaam aata hai. international payment karne or other country se paise recieve karne ke liye hamara paypal main account hona bouhat hi jaroori hai aaj hum iske bare me baat karenge ki paypal account kaise banate hai or iske liye kya kya hona chahiye.
Paypal Account Banane Ke liye
dosto paypal account banane ke liye aapka pan card, and bank account or ek international debit card ya credit card ki jaroorat padegi. agar aapke pas ye 3 cheeje hai to aap sabi 5 minit me paypal account bana saktain hain . or aasani se other country se shoping kar sakte ho.
Paypal Account Kaise Banaye
- ish website par jaye www.paypal.com
- Sign Up par click kare.
- choose personal account and click Continue par click kare
jo upar fill karna hai maine neeche diya hai
1. india select kare
2. apna email adress daale.
3. apna password dale for example inder7100@gmail.com
4. password fir se dale.
5. image me likhe code sahi se dekh kar dal de.
6. continue par click kare.
2. apna email adress daale.
3. apna password dale for example inder7100@gmail.com
4. password fir se dale.
5. image me likhe code sahi se dekh kar dal de.
6. continue par click kare.
Ab fir se ek new tab khulegi kuch is taraha.
1. apna first name dale.
2. sur name dale.
3. apna adress dale.
4. apna city konsa hai wo likh de. exap- amritsar
5. state konsa hai wo likh de. exap- punjab
6. apne city ke zip code dale.454545
7. apne mobile number dal de. for expl= 99001- #####
8.agree policy par tick kar de
Agree and Create Account par click kare.
just aapka paypal account ready ho gaya hai. ab aapke pas ek email msg aayega jo aapko verify karne ke liye yaha dalna hai.
dosto agar aapko paypal ke bare me ,koi sawal jawaab puchna hai to, neeche comment kare. or is article ko apne dosto ke sath share karna na bhoole. aap humse social media par bhi contact kar saktain, aur hamara fb page like aur share kare .dosto mere duwara deyi gayi jaanakri aapkao kaisi lagi mujhe comment ke jariye jaroor batana
........................................................................
0 Response to "HOW TO OPEN PAYPAL ACCOUNT IN HINDI"
Post a Comment
Note Kare => 1. Apna Comment Yaha Add Kare But Any Koi Bi Site
Ka Yaha Link Add Matt Kare
2. Apni Problem Ko Ik Baar Hi Ache Se Likh Kar Send
Kar De
3. Always Acha And Needed Comment Hi Yaha Send Kre
Here Bad Comment Not Allowed
4. Ager Aap Hamari All Comment Policy Ko Approve hai
Tou Apne Dil Se Comment Kare .
5. Hamare Liye AApka Comment Lot Important Hai H
Hum Jaldi Hi Appke Comment Ka Uttar Denge
THANKS FOR COMMENT
.........................................