learn all information in hindi

ADVERTISEMENT

google analytics accont open kijiye blog ke liye

google analytics me accoun kaise bunate hai
blog ki traffic check karne ke liye......hindimehelp...................

                                                                                                                                                                   

pyaare dosto aaj hum baat kare ge google analytics ki, jo ki google ki hi ik service hai ,aur je hamare blog ke liye bhouhat jaroori hai ager aapka koi blog aur website hai tou aap ish se aapne blog aur website me ho rahi halchal ke baare main pta laga sakte ho , analytics ke jariye hum aapne blog main sab kujh dekh sakte hai ,hum koi bi ager kaam karte hai tou hume pta hona chahiye hum kya kar rahe  hai ishe liye google ne ishe bi free me aapko use karne ke liya diya hai jo aap bari aashani ke saath use kar sakte hai, ,tou chalo dost aaj pta kar hi lete hai google analytics kya hai aur ishki kyu jaroorat hai  hume,aage hum ishke baare jaane ge aur ik account create kare ge,je bhouht importent hai                                        

                                                                                                                                                                   




















GOOGLE ANALYTICS KYA HAI


Je google ki hi ik service hai maine pehle bi aapko bata diya hai. jiski help se hum apnai site ka sab kujh visible dekh sakte hain,hum je bi pta laga sakte hain ki hamari site ki kaisei performance hai,future mai aur bi bhohat kujh pta kar sakte hai hum google analytics ki madad se ok.
........................................................................................................................................

kya kya dekh sakte hain google analytics main,

mai kujh line aapke saath share kar raha hoon hum kya kya dekh sakte hai............hum


1. hamari site main kitne visitor hai live dekh sakte hai,

2.kiss main chala rahe hain// mobile //computer//tablet aad mai. sub dekh sakte hain hum


3  total kitne visitor aaye hamari site main, din main mahine main aad par day main and mothmain  hum sub kujh dekh sakte hain,

4.total kitne page view huye aaj sub kujh live dekhe sakte ho,

5.new visitor aur old visitor kitne aaye aaj dekh sakte hai hum .

6.kis country se kitne aaye aaj dekh sakte hain hum

7.average kitni der tak site par rahe ,

8. konsi language jaante hain hamare vistor je bi jaan sakte hai hum

9.konse browser main chalate hai site ko aur konsi cheej pasand karte hain je sub.

10. kya kya ho raha hai dosto ish me kehne ka matlub sab kujh confirm ho jata hai,

11. bounce rate kitna raha aaj je bi
.............................................................................................................................................................
in sab baaton ke elaaawa aur bi bhouhat kujh hum jaan sakte hain  google analytics  account ki help se,aur ik baat aur hamare blog main bi stat naam ka ik option hota hai hum ush se bi sab kujh dekh sakte hain aaapne blog ki traffic ke baare main, aaj kitne page view huye ,kal kite the , wagaira wagaira,lekin live mai dekhne aur yaada information ke liye google analytic hi jaroori hota hai, aap ishe  jarroor use kare ,
.............................................................................................................................................................
to chaliye pyaare dosto mai aapko batata hoon aaj kaise hum aapka ik free mai analytics ka ik acconut create karte hain.
............................................................................................................................................................


google analytics par accout kaise banaye aur ushe kaise blog ke saath jode mai aapko step bye step batane ki kosish karuga dosto,aap mere saath jude rahiye ga,

dosto aapko ggogle analytics ke naam se hi pta chal geya hoga ki je ik google ka hi part hai,aur apni gmail id pe jaye  aur apne blog ke aacout se login ho jaye google analytic aacout me ,agar aap pehle se ho login hai tou theek hai, fir,

step.1   blogger ke account me  login kate fir new tab me jaye :


step2    google analytic ke page par jaye fir sign up google analytics par click kare okk



fattupur.blogspot.in


ish pic mai hi login ka button hota hai aap pls login ho jana



ab ik  aisa page aapke saamne khule ga

ish page main kujh step hai kaise kya karna hai aapko buss sign up ki button par click karna hai

                                      simple hai aap sign up ki button par click kare


dosto ager aap ne login nahi kiya hai tou aapko login karne hi pade ga ager aap blogger main se pehle si hi login hai toi dubara se aapko login hone ki koi jaroorat nahi hai ok .


step 3.abh dosto neeche maine ik farm diya hua hai aap pls ish me appni aur blog ki kujh information ko fill kar dena hai waise maine fill kiya hai aap dekh kar  laina ok,

+

simple hai  ishe fill karna aapni site ka naame daale jo b hai aur baki sab simple hi hai na pta chale hume commet me puch laina ok.hum aapki help ke liye tyaar hai dosto, uske baad dosto sab daalne ke baad get track id me clic kare


step 4.ab ik popup window khulega,


1.sabse pehle apni country select kare , ager india hai tou india hi kare other hor kare,

2. ab google analytic ki term ko pad le aur jaan le ager jaanna ho tou nahi tou rehne hi dijiye


3. uske baad  i accept par click kar de ,



step 5. ab aapke saamne ik page open hoga ushme ik track id hogi, aap ush id ko aapne bloger main aad karna hoga ,  neeche pic main sab batayea geya hai,

1. tracking id ko copy karle kyuki aapne blog mai aapne je id aad karna hai dosto,


step.6       ab blogger me jaye aur setting >>; others aur baad me analytic me jaye waha aapna tracking id code ko daal kar save kar de ,PIC ME DEKHE




sab kujh daalne ke baad save setting par click kar de, to abh dosto aapka blog google analytics ke saath attach ho geya hai,abh aap aapne blog ki puri jaankari  ush par dekh sakte ho, blo



je neeche mai ik screen short  diya hai aap dekh sakte hai  kaisa dikh raha hai hamara blog , 




jaise ke aap dekh sakte hai meri site pe kitne visitor hai maine je ,abhi  bunaye hai ishi liye meri site par koi bi visitor aviable nahi hai ,


always ke liye maine aaj bi puri kosis ki hai aap ko google account ke baare me batane ki, tou abh aap google analytics me dekhe blog ki all deatils kon kon aa raha hai , kya kya improvement huya hai aapke blog main aap sab ko dekh sakte hain ,
...................................................................................................................................................................



hindimeseekhna aap net par search kare aur all information le 
 aapka dost inder aur all information laine ke liye neeche comment kare mujhe aapki help karne main khusi hogi ,aur hamara facebook page bi like kare dosto ,ish site me aapko pta hi hai all internet ke baare me hi jaankari di jati hai so read my alll post thank,
............................................................................................................


                                    (((( (   the end )))))))
































































0 Response to "google analytics accont open kijiye blog ke liye"

Post a Comment

Note Kare => 1. Apna Comment Yaha Add Kare But Any Koi Bi Site
Ka Yaha Link Add Matt Kare
2. Apni Problem Ko Ik Baar Hi Ache Se Likh Kar Send
Kar De
3. Always Acha And Needed Comment Hi Yaha Send Kre
Here Bad Comment Not Allowed
4. Ager Aap Hamari All Comment Policy Ko Approve hai
Tou Apne Dil Se Comment Kare .
5. Hamare Liye AApka Comment Lot Important Hai H
Hum Jaldi Hi Appke Comment Ka Uttar Denge

THANKS FOR COMMENT
.........................................